Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi, Urdu Ghazal By Alimullah Hali

Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alimullah Hali. Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بچ بچا کر جسم سے بھاگا کوئی

علیم اللہ حالی

بچ بچا کر جسم سے بھاگا کوئی

گرتی دیواروں کی زد میں تھا کوئی

اس قدر دست رسائی سے گریز

ہم نہ ساحل ہیں نہ تم دریا کوئی

لوٹ آتے دشت تنہائی سے ہم

شہر میں آواز تو دیتا کوئی

سارے دن سگریٹ کے مرغولوں میں بند

رات بھر خوابوں کا قیدی تھا کوئی

میرے دریا تو شناور کو نہ بھول

دیکھ تو تہہ میں تری ڈوبا کوئی

وہ بھی ہے لفظوں کے محبس میں اسیر

ان لکیروں سے نکل آتا کوئی

علیم اللہ حالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi

Alimullah Hali

bach-bacha kar jism se bhaga koi
girti diwaron ki zad mein tha koi

is qadar dast-e-rasai se gurez
hum na sahil hain na tum dariya koi

lauT aate dasht-e-tanhai se hum
shahr mein aawaz to deta koi

sare din cigarette ke margholon mein band
raat bhar KHwabon ka qaidi tha koi

mere dariya tu shanawar ko na bhul
dekh to tah mein teri Duba koi

wo bhi hai lafzon ke mahbas mein asir
in lakiron se nikal aata koi

(655) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi written by Alimullah Hali at UrduPoint. Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi is one of the masterpieces written by Alimullah Hali. You can also find the complete poetry collection of Alimullah Hali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alimullah Hali' above.

Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bach-bacha Kar Jism Se Bhaga Koi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.