Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota, Urdu Ghazal By Anand Narayan Mulla

Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anand Narayan Mulla. Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت سے بھی کار زندگی آساں نہیں ہوتا

آنند نرائن ملا

محبت سے بھی کار زندگی آساں نہیں ہوتا

بہل جاتا ہے دل غم کا مگر درماں نہیں ہوتا

کلی دل کی کھلے افسوس یہ ساماں نہیں ہوتا

گھٹائیں گھر کے آتی ہیں مگر باراں نہیں ہوتا

محبت کے عوض میں او محبت ڈھونڈنے والے

یہ دنیا ہے یہاں ایسا ارے ناداں نہیں ہوتا

دل ناکام اک تو ہی نہیں ہے صرف مشکل میں

اسے انکار کرنا بھی تو کچھ آساں نہیں ہوتا

ہنسی میں غم چھپا لینا یہ سب کہنے کی باتیں ہیں

جو غم دراصل غم ہوتا ہے وہ پنہاں نہیں ہوتا

زمانے نے یہ تختی کشت ارماں پر لگا دی ہے

گل اس کیاری میں آتا ہے مگر خنداں نہیں ہوتا

کہیں کیا تم سے ہم اپنے دل مجبور کا عالم

سمجھ میں وجہ غم آتی ہے اور درماں نہیں ہوتا

مآل اختلاف باہمی افسوس کیا کہئے

ہر اک قطرہ میں شورش ہے مگر طوفاں نہیں ہوتا

دیار عشق ہے یہ ظرف دل کی جانچ ہوتی ہے

یہاں پوشاک سے اندازۂ انساں نہیں ہوتا

غرور حسن تیری بے نیازی شان استغنا

جبھی تک ہے کہ جب تک عشق بے پایاں نہیں ہوتا

صدائے بازگشت آتی ہے ایام گزشتہ کی

یہ دل ویران ہو جانے پہ بھی ویراں نہیں ہوتا

محبت تو بجائے خود اک ایماں ہے ارے ملاؔ

محبت کرنے والے کا کوئی ایماں نہیں ہوتا

آنند نرائن ملا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota

Anand Narayan Mulla

mohabbat se bhi kar-e-zindagi aasan nahin hota
bahal jata hai dil gham ka magar darman nahin hota

kali dil ki khile afsos ye saman nahin hota
ghaTaen ghir ke aati hain magar baran nahin hota

mohabbat ke ewaz mein o mohabbat DhunDne wale
ye duniya hai yahan aisa are nadan nahin hota

dil-e-nakaam ek tu hi nahin hai sirf mushkil mein
use inkar karna bhi to kuchh aasan nahin hota

hansi mein gham chhupa lena ye sab kahne ki baaten hain
jo gham dar-asl gham hota hai wo pinhan nahin hota

zamane ne ye taKHti kisht-e-arman par laga di hai
gul is kyari mein aata hai magar KHandan nahin hota

kahin kya tum se hum apne dil-e-majbur ka aalam
samajh mein wajh-e-gham aati hai aur darman nahin hota

maal-e-iKHtilaf-e-bahami afsos kya kahiye
har ek qatre mein shorish hai magar tufan nahin hota

dayar-e-ishq hai ye zarf-e-dil ki jaanch hoti hai
yahan poshak se andaza-e-insan nahin hota

ghurur-e-husn teri be-niyazi shan-e-istighna
jabhi tak hai ki jab tak ishq be-payan nahin hota

sada-e-bazgasht aati hai ayyam-e-guzishta ki
ye dil viran ho jaane pe bhi viran nahin hota

mohabbat to baja-e-KHud ek iman hai are 'mulla'
mohabbat karne wale ka koi iman nahin hota

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota written by Anand Narayan Mulla at UrduPoint. Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota is one of the masterpieces written by Anand Narayan Mulla. You can also find the complete poetry collection of Anand Narayan Mulla by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anand Narayan Mulla' above.

Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Se Bhi Kar-e-zindagi Aasan Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.