Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai, Urdu Ghazal By Anjum Fauqi Badayuni

Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Fauqi Badayuni. Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجسس کاہے کا کیا ہو گیا ہے

انجم فوقی بدایونی

تجسس کاہے کا کیا ہو گیا ہے

وہ بچھڑا کب ہے تجھ میں کھو گیا ہے

وہی اک شخص جو کچھ بھی نہیں تھا

مجھے اپنا کے سب کچھ ہو گیا ہے

چھٹا تو کیا ہے تیرے غم کا بادل

برس کر اور گہرا ہو گیا ہے

محبت میں تو راتیں جاگتی ہیں

کوئی کچھ سوچ کر ہی سو گیا ہے

وہ اتنے سنگ دل پہلے کہاں تھے

مرا ملنا قیامت ہو گیا ہے

مجھے بے موت اب مرنا پڑے گا

سنا ہے کوئی میرا ہو گیا ہے

غزل کہہ کر غم جاناں سے انجمؔ

تعلق اور گہرا ہو گیا ہے

انجم فوقی بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai

Anjum Fauqi Badayuni

tajassus kahe ka kya ho gaya hai
wo bichhDa kab hai tujh mein kho gaya hai

wahi ek shaKHs jo kuchh bhi nahin tha
mujhe apna ke sab kuchh ho gaya hai

chhaTa to kya hai tere gham ka baadal
baras kar aur gahra ho gaya hai

mohabbat mein to raaten jagti hain
koi kuchh soch kar hi so gaya hai

wo itne sang-dil pahle kahan the
mera milna qayamat ho gaya hai

mujhe be-maut ab marna paDega
suna hai koi mera ho gaya hai

ghazal kah kar gham-e-jaanan se 'anjum'
talluq aur gahra ho gaya hai

(866) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai written by Anjum Fauqi Badayuni at UrduPoint. Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai is one of the masterpieces written by Anjum Fauqi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Anjum Fauqi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Fauqi Badayuni' above.

Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.