Doston Ko Meri Zarurat Hai, Urdu Ghazal By Anjum Fauqi Badayuni

Doston Ko Meri Zarurat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anjum Fauqi Badayuni. Doston Ko Meri Zarurat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Doston Ko Meri Zarurat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوستوں کو مری ضرورت ہے

انجم فوقی بدایونی

دوستوں کو مری ضرورت ہے

قدر دانی نہیں یہ قیمت ہے

آدمی بار آدمیت ہے

حادثے کی اشد ضرورت ہے

ان کے لب ہیں مری شکایت ہے

کتنا بدلا ہے وقت حیرت ہے

دو دلوں کے ملاپ کی خواہش

پہلے خواہش تھی اب ندامت ہے

میں جہاں ہوں کفیل ہوں اپنا

تم جہاں ہو مری ضرورت ہے

آدمیت کا ارتقا میں ہوں

آدمی سے مجھے محبت ہے

آؤ اک دوسرے کو پیار کریں

پیار کرنا بڑی عبادت ہے

انجم فوقی بدایونی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Doston Ko Meri Zarurat Hai

Anjum Fauqi Badayuni

doston ko meri zarurat hai
qadr-dani nahin ye qimat hai

aadmi bar-e-adamiyat hai
hadse ki ashad zarurat hai

un ke lab hain meri shikayat hai
kitna badla hai waqt-e-hairat hai

do dilon ke milap ki KHwahish
pahle KHwahish thi ab nadamat hai

main jahan hun kafil hun apna
tum jahan ho meri zarurat hai

aadamiyat ka irtiqa main hun
aadmi se mujhe mohabbat hai

aao ek dusre ko pyar karen
pyar karna baDi ibaadat hai

(776) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Doston Ko Meri Zarurat Hai written by Anjum Fauqi Badayuni at UrduPoint. Doston Ko Meri Zarurat Hai is one of the masterpieces written by Anjum Fauqi Badayuni. You can also find the complete poetry collection of Anjum Fauqi Badayuni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anjum Fauqi Badayuni' above.

Doston Ko Meri Zarurat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Doston Ko Meri Zarurat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.