Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai, Urdu Ghazal By Anmol Savaran Katib

Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anmol Savaran Katib. Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جام لب پینے کی حسرت اب تو میرے دل میں ہے

انمول ساورن کاتب

جام لب پینے کی حسرت اب تو میرے دل میں ہے

پر مرا ساقی تو یاروں غیر کی محفل میں ہے

قتل کر دے جو نظر سے وو ہنر سب میں کہاں

یہ ہنر تو بس پری وش دل نشیں قاتل میں ہے

ہے نزاکت ہے نظافت ہر ادا میں اس کے تو

اس لئے ہی اب تلک زندہ وہ میرے دل میں ہے

عشق کی دریا میں غوطے کھا رہا ہوں میں تو اب

وہ لہر ہے اب تو منزل میری یاں ساحل میں ہے

ہو گیا ہوں میں پریشاں دل کہیں لگتا نہیں

عشق کرنے کی خطا سے دل میرا مشکل میں ہے

جو خوشی اپنی لٹا دے غیر کے ہی واسطے

اس جہاں میں اس طرح کی آرزو عادل میں ہے

کون تیرا ہے یہاں پہ یہ ذرا معلوم کر

رنگ میں چہرے سنے ہیں راز مستقبل میں ہے

تھک گیا ہوں زندگی کے اس سفر میں میں تو اب

موت مل جائے سفر میں بس یہی منزل میں ہے

سن لیے جو شعر کاتبؔ کے بنا اک داد کے

یہ گواہی دے رہا تو محفل جاہل میں ہے

انمول ساورن کاتب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai

Anmol Savaran Katib

jam-e-lab pine ki hasrat ab to mere dil mein hai
par mera saqi to yaron ghair ki mahfil mein hai

qatl kar de jo nazar se wo hunar sab mein kahan
ye hunar to bas pari-wash dil-nashin qatil mein hai

hai nazakat hai nazafat har ada mein us ke to
is liye hi ab talak zinda wo mere dil mein hai

ishq ki dariya mein ghote kha raha hun main to ab
wo lahar hai ab to manzil meri yan sahil mein hai

ho gaya hun main pareshan dil kahin lagta nahin
ishq karne ki KHata se dil mera mushkil mein hai

jo KHushi apni luTa de ghair ke hi waste
is jahan mein is tarah ki aarzu aadil mein hai

kaun tera hai yahan pe ye zara malum kar
rang mein chehre sane hain raaz mustaqbil mein hai

thak gaya hun zindagi ke is safar mein main to ab
maut mil jae safar mein bas yahi manzil mein hai

sun liye jo sher 'katib' ke bina ek dad ke
ye gawahi de raha tu mahfil-e-jahil mein hai

(604) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai written by Anmol Savaran Katib at UrduPoint. Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai is one of the masterpieces written by Anmol Savaran Katib. You can also find the complete poetry collection of Anmol Savaran Katib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anmol Savaran Katib' above.

Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jam-e-lab Pine Ki Hasrat Ab To Mere Dil Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.