KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae, Urdu Ghazal By Anwar Kaifi

KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Kaifi. KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال میں بھی کبھی جب وہ خوش لباس آئے

انور کیفی

خیال میں بھی کبھی جب وہ خوش لباس آئے

مہکتے پھولوں کی خوشبو بھی آس پاس آئے

وفا محبتوں ایثار کی کتابوں میں

ہمارے پیار کے قصوں میں اقتباس آئے

وفا خلوص ادا حسن زلف اور نغمہ

خدا کرے یہی لہجہ غزل کو راس آئے

عروج دار سبھی کو نہیں ہوا حاصل

نہ جانے کتنے زمانے میں حق شناس آئے

ہمارے عزم نے طوفاں کے رخ بدل ڈالے

مخالفت کی ہوا آ سکے تو پاس آئے

غریب بھوک کی ٹھوکر سے خون خون ہوئے

کسی امیر کو اب تو لہو کی باس آئے

انور کیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae

Anwar Kaifi

KHayal mein bhi kabhi jab wo KHush-libas aae
mahakte phulon ki KHushbu bhi aas-pas aae

wafa mohabbaton isar ki kitabon mein
hamare pyar ke qisson mein iqtibas aae

wafa KHulus ada husn zulf aur naghma
KHuda kare yahi lahja ghazal ko ras aae

uruj-e-dar sabhi ko nahin hua hasil
na jaane kitne zamane mein haq-shanas aae

hamare azm ne tufan ke ruKH badal Dale
muKHalifat ki hawa aa sake to pas aae

gharib bhuk ki Thokar se KHun KHun hue
kisi amir ko ab to lahu ki bas aae

(957) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae written by Anwar Kaifi at UrduPoint. KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae is one of the masterpieces written by Anwar Kaifi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Kaifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Kaifi' above.

KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal Mein Bhi Kabhi Jab Wo KHush-libas Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.