Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai, Urdu Ghazal By Anwar Taban

Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Taban. Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لب پر ان کا نام نہیں ہے

انور تاباں

لب پر ان کا نام نہیں ہے

چین نہیں آرام نہیں ہے

لاکھ بچاؤ مجھ سے دامن

میری محبت خام نہیں ہے

دل ہے پریشاں ان کی خاطر

پل بھر کو آرام نہیں ہے

میری محبت ان پر کامل

عشق مرا ناکام نہیں ہے

مشکل ہے ہر کوئی دیکھے

اس کا جلوہ عام نہیں ہے

پیکر الفت ہوں میں تاباںؔ

نفرت میرا کام نہیں ہے

انور تاباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai

Anwar Taban

lab par un ka nam nahin hai
chain nahin aaram nahin hai

lakh bachao mujh se daman
meri mohabbat KHam nahin hai

dil hai pareshan un ki KHatir
pal bhar ko aaram nahin hai

meri mohabbat un par kaamil
ishq mera nakaam nahin hai

mushkil hai har koi dekhe
us ka jalwa aam nahin hai

paikar-e-ulfat hun main 'taban'
nafrat mera kaam nahin hai

(695) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai written by Anwar Taban at UrduPoint. Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai is one of the masterpieces written by Anwar Taban. You can also find the complete poetry collection of Anwar Taban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Taban' above.

Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lab Par Un Ka Nam Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.