Aksar Ye Haalat Hoti Hai, Urdu Ghazal By Aqeel Nomani

Aksar Ye Haalat Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Nomani. Aksar Ye Haalat Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aksar Ye Haalat Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اکثر یہ حالت ہوتی ہے

عقیل نعمانی

اکثر یہ حالت ہوتی ہے

ایک گھڑی مدت ہوتی ہے

ہم کیسے زندہ ہیں اب تک

ہم کو بھی حیرت ہوتی ہے

یار گلہ کرتے رہتے ہیں

یاروں کی عادت ہوتی ہے

کیسی رسمیں کیسی شرطیں

چاہت تو چاہت ہوتی ہے

دل اوروں کا ہو جاتا ہے

دل کی یہ فطرت ہوتی ہے

وصل کے لمحوں نے سمجھایا

دنیا بھی جنت ہوتی ہے

ان آنکھوں کو یاد کرو تو

درد میں کچھ برکت ہوتی ہے

عقیل نعمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aksar Ye Haalat Hoti Hai

Aqeel Nomani

aksar ye haalat hoti hai
ek ghaDi muddat hoti hai

hum kaise zinda hain ab tak
hum ko bhi hairat hoti hai

yar gila karte rahte hain
yaron ki aadat hoti hai

kaisi rasmen kaisi sharten
chahat to chahat hoti hai

dil auron ka ho jata hai
dil ki ye fitrat hoti hai

wasl ke lamhon ne samjhaya
duniya bhi jannat hoti hai

un aankhon ko yaad karo to
dard mein kuchh barakat hoti hai

(700) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aksar Ye Haalat Hoti Hai written by Aqeel Nomani at UrduPoint. Aksar Ye Haalat Hoti Hai is one of the masterpieces written by Aqeel Nomani. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Nomani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Nomani' above.

Aksar Ye Haalat Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aksar Ye Haalat Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.