Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya, Urdu Ghazal By Arshad Jamal Sarim

Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arshad Jamal Sarim. Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فنا ہوا تو میں تار نفس میں لوٹ آیا

ارشد جمال صارم

فنا ہوا تو میں تار نفس میں لوٹ آیا

خوشا کہ عشق تری دسترس میں لوٹ آیا

نہ جانے اس نے کھلے آسماں میں کیا دیکھا

پرندہ پھر سے جہان قفس میں لوٹ آیا

کسی کے جبر میں کتنا تھا اختیار مجھے

برا کیا کہ جو میں اپنے بس میں لوٹ آیا

یہ حاشیے ترے گمراہ کر رہے تھے مجھے

کتاب زیست سو میں تیرے نص میں لوٹ آیا

وہ دل خراش تھا آئندہ سال کا منظر

میں الٹے پاؤں گزشتہ برس میں لوٹ آیا

ارشد جمال صارم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya

Arshad Jamal Sarim

fana hua to main tar-e-nafas mein lauT aaya
KHusha ki ishq teri dastaras mein lauT aaya

na jaane us ne khule aasman mein kya dekha
parinda phir se jahan-e-qafas mein lauT aaya

kisi ke jabr mein kitna tha iKHtiyar mujhe
bura kiya ki jo main apne bas mein lauT aaya

ye hashiye tere gumrah kar rahe the mujhe
kitab-e-zist so main tere nas mein lauT aaya

wo dil-KHarash tha aainda sal ka manzar
main ulTe panw guzishta baras mein lauT aaya

(692) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya written by Arshad Jamal Sarim at UrduPoint. Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya is one of the masterpieces written by Arshad Jamal Sarim. You can also find the complete poetry collection of Arshad Jamal Sarim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arshad Jamal Sarim' above.

Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fana Hua To Main Tar-e-nafas Mein LauT Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.