Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae, Urdu Ghazal By Asad Bhopali

Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asad Bhopali. Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب ذرا رات ہوئی اور مہ و انجم آئے

اسد بھوپالی

جب ذرا رات ہوئی اور مہ و انجم آئے

بارہا دل نے یہ محسوس کیا تم آئے

ایسے اقرار میں انکار کے سو پہلو ہیں

وہ تو کہیے کہ لبوں پہ نہ تبسم آئے

نہ وہ آواز میں رس ہے نہ وہ لہجے میں کھنک

کیسے کلیوں کو ترا طرز تکلم آئے

بارہا یہ بھی ہوا انجمن ناز سے ہم

صورت موج اٹھے مثل تلاطم آئے

اے مرے وعدہ شکن ایک نہ آنے سے ترے

دل کو بہکانے کئی تلخ توہم آئے

اسد بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae

Asad Bhopali

jab zara raat hui aur mah o anjum aae
bar-ha dil ne ye mahsus kiya tum aae

aise iqrar mein inkar ke sau pahlu hain
wo to kahiye ki labon pe na tabassum aae

na wo aawaz mein ras hai na wo lahje mein khanak
kaise kaliyon ko tera tarz-e-takallum aae

bar-ha ye bhi hua anjuman-e-naz se hum
surat-e-mauj uThe misl-e-talatum aae

ai mere wada-shikan ek na aane se tere
dil ko bahkane kai talKH tawahhum aae

(705) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae written by Asad Bhopali at UrduPoint. Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae is one of the masterpieces written by Asad Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Asad Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asad Bhopali' above.

Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Zara Raat Hui Aur Mah O Anjum Aae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.