Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine, Urdu Ghazal By Ashraf Mola Nagri

Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Mola Nagri. Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذرا سی روشنی کے واسطے اے مہرباں میں نے

اشرف مولا نگری

ذرا سی روشنی کے واسطے اے مہرباں میں نے

جلا ڈالا ہے دیکھو خود ہی اپنا آشیاں میں نے

ستم دیکھو اسی نے زہر گھولا زندگانی میں

جسے سمجھا کیا اب تک رفیق و راز داں میں نے

نہ پوچھو کتنے ارمانوں کی لاشیں دفن کیں میں نے

سجائی ہیں تمناؤں کی کتنی ارتھیاں میں نے

قدم راہ محبت میں سنبھل کر دوستو رکھنا

لٹایا ہے اسی رستے میں اپنا کارواں میں نے

شباب آیا ہے اشرفؔ اب شبستان تصور پر

لہو دے دے کے سینچا تھا خیال گلستاں میں نے

اشرف مولا نگری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine

Ashraf Mola Nagri

zara si raushni ke waste ai mehrban main ne
jala Dala hai dekho KHud hi apna aashiyan main ne

sitam dekho usi ne zahar ghola zindagani mein
jise samjha kiya ab tak rafiq-o-raaz-dan main ne

na puchho kitne armanon ki lashen dafn kin main ne
sajai hain tamannaon ki kitni arthiyan main ne

qadam rah-e-mohabbat mein sanbhal kar dosto rakhna
luTaya hai isi raste mein apna karwan main ne

shabab aaya hai 'ashraf' ab shabistan-e-tasawwur par
lahu de de ke sincha tha KHayal-e-gulsitan main ne

(676) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine written by Ashraf Mola Nagri at UrduPoint. Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine is one of the masterpieces written by Ashraf Mola Nagri. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Mola Nagri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Mola Nagri' above.

Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zara Si Raushni Ke Waste Ai Mehrban Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.