ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb, Urdu Ghazal By Aslam Haneef

ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Haneef. ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم کچھ ایسے دے کے گیا دارائی کا کرب

اسلم حنیف

زخم کچھ ایسے دے کے گیا دارائی کا کرب

بھوگ رہا ہوں مدت سے تنہائی کا کرب

یہ تو سرخ سلگتا سورج ہی جانے ہے

کتنا بھیانک ہوتا ہے تنہائی کا کرب

تیز ہوا میں تالی بجانے والے پتو

بانجھ نہ کر دے پیڑوں کو شہنائی کا کرب

ذہن کا میرے روز بدل دیتا ہے موسم

شام ڈھلے سوندھا سوندھا انگنائی کا کرب

رہ جا کر بے چہرہ لوگوں کی بستی میں

مسخ شدہ آنکھوں میں رکھ بینائی کا کرب

توڑ رہا ہے کیوں متحیر آئینے اسلمؔ

غور طلب ہے تیری خود آرائی کا کرب

اسلم حنیف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb

Aslam Haneef

zaKHm kuchh aise de ke gaya darai ka karb
bhog raha hun muddat se tanhai ka karb

ye to surKH sulagta suraj hi jaane hai
kitna bhayanak hota hai tanhai ka karb

tez hawa mein tali bajaane wale patto
banjh na kar de peDon ko shahnai ka karb

zehn ka mere roz badal deta hai mausam
sham Dhale saundha saundha angnai ka karb

rah ja kar be-chehra logon ki basti mein
masKH-shuda aankhon mein rakh binai ka karb

toD raha hai kyun mutahayyar aaine 'aslam'
ghaur-talab hai teri KHud-arai ka karb

(713) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb written by Aslam Haneef at UrduPoint. ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb is one of the masterpieces written by Aslam Haneef. You can also find the complete poetry collection of Aslam Haneef by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Haneef' above.

ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Kuchh Aise De Ke Gaya Darai Ka Karb, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.