KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya, Urdu Ghazal By Atif Tauqeer

KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atif Tauqeer. KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خاموشی کے در پردہ محسوس کیا

عاطف توقیر

خاموشی کے در پردہ محسوس کیا

تیری آنکھوں کو اپنا جاسوس کیا

ہم پر تو اک عشق کی آفت اتری تھی

دیوار و در کو کس نے منحوس کیا

چوکھٹ پر بیٹھا ہے کس خاموشی سے

دروازے کو دستک نے مانوس کیا

تیرے ہجر کا چاقو یوں تو کاری تھا

لیکن زخموں نے کتنا مایوس کیا

تو نے خط میں پھول بنا کر بھیجا تھا

میں نے مدت خوشبو کو محسوس کیا

خواب کے سکے کتنے کم ہیں کاسے میں

نیند کو کس نے اس حد تک کنجوس کیا

عاطف توقیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya

Atif Tauqeer

KHamoshi ke dar-parda mahsus kiya
teri aankhon ko apna jasus kiya

hum par to ek ishq ki aafat utri thi
diwar-o-dar ko kis ne manhus kiya

chaukhaT par baiTha hai kis KHamoshi se
darwaze ko dastak ne manus kiya

tere hijr ka chaqu yun to kari tha
lekin zaKHmon ne kitna mayus kiya

tu ne KHat mein phul bana kar bheja tha
main ne muddat KHushbu ko mahsus kiya

KHwab ke sikke kitne kam hain kase mein
nind ko kis ne is had tak kanjus kiya

(978) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya written by Atif Tauqeer at UrduPoint. KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya is one of the masterpieces written by Atif Tauqeer. You can also find the complete poetry collection of Atif Tauqeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atif Tauqeer' above.

KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamoshi Ke Dar-parda Mahsus Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.