Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai, Urdu Ghazal By Ayaz Rasool Nazki

Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ayaz Rasool Nazki. Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اندھیری رات نوحے گا رہی ہے

ایاز رسول نازکی

اندھیری رات نوحے گا رہی ہے

خموشی شہر بھر میں چھا رہی ہے

زمیں پر خون اتنا بہہ گیا ہے

ہواؤں میں بھی خوشبو آ رہی ہے

ہری وادی کا افسوں ٹوٹتا ہے

خزاں کچھ رنگ وہ دکھلا رہی ہے

کئی لاشوں کی فصلیں کٹ چکی ہیں

کہ دھرتی خون میں نہلا رہی ہے

گھروں میں شور بھی اب تھم گیا ہے

گلی سے فوج بھی اب جا رہی ہے

ایاز رسول نازکی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai

Ayaz Rasool Nazki

andheri raat nauhe ga rahi hai
KHamoshi shahr bhar mein chha rahi hai

zamin par KHun itna bah gaya hai
hawaon mein bhi KHushbu aa rahi hai

hari wadi ka afsun TuTta hai
KHizan kuchh rang wo dikhla rahi hai

kai lashon ki faslen kaT chuki hain
ki dharti KHun mein nahla rahi hai

gharon mein shor bhi ab tham gaya hai
gali se fauj bhi ab ja rahi hai

(689) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai written by Ayaz Rasool Nazki at UrduPoint. Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai is one of the masterpieces written by Ayaz Rasool Nazki. You can also find the complete poetry collection of Ayaz Rasool Nazki by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ayaz Rasool Nazki' above.

Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Andheri Raat Nauhe Ga Rahi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.