KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna, Urdu Ghazal By Ayyub Qasim Karjikar

KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ayyub Qasim Karjikar. KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خموشی کو کبھی گفتار کرنا

ایوب قاسم کرجیکر

خموشی کو کبھی گفتار کرنا

غم و آلام کو دستار کرنا

کسی سے وصل کا وعدہ اگر ہو

نبھانے سے اسے انکار کرنا

دل و جاں سے جسے چاہا ہے تم نے

اسی کی زندگی دشوار کرنا

دئے تھے غم جسے تحفے میں تم نے

اب اس کا آخری دیدار کرنا

جو پل کر آستیں میں ڈس رہا ہو

اسی پر سب سے پہلے وار کرنا

تمنا ہے اگر محلوں کی تم کو

امیروں سے ہمیشہ پیار کرنا

جہاں پر نام کے رشتے ہوں ایوبؔ

اس آنگن میں کھڑی دیوار کرنا

ایوب قاسم کرجیکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna

Ayyub Qasim Karjikar

KHamoshi ko kabhi guftar karna
gham-o-alam ko dastar karna

kisi se wasl ka wada agar ho
nibhane se use inkar karna

dil-o-jaan se jise chaha hai tum ne
usi ki zindagi dushwar karna

diye the gham jise tohfe mein tum ne
ab us ka aaKHiri didar karna

jo pal kar aastin mein Das raha ho
usi par sab se pahle war karna

tamanna hai agar mahlon ki tum ko
amiron se hamesha pyar karna

jahan par nam ke rishte hon 'ayyub'
us aangan mein khaDi diwar karna

(699) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna written by Ayyub Qasim Karjikar at UrduPoint. KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna is one of the masterpieces written by Ayyub Qasim Karjikar. You can also find the complete poetry collection of Ayyub Qasim Karjikar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ayyub Qasim Karjikar' above.

KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamoshi Ko Kabhi Guftar Karna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.