Is Bulandi Pe Kahan The Pahle, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Is Bulandi Pe Kahan The Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Is Bulandi Pe Kahan The Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Bulandi Pe Kahan The Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس بلندی پہ کہاں تھے پہلے

اظہر عنایتی

اس بلندی پہ کہاں تھے پہلے

اب جو بادل ہیں دھواں تھے پہلے

نقش مٹتے ہیں تو آتا ہے خیال

ریت پر ہم بھی کہاں تھے پہلے

اب ہر اک شخص ہے اعزاز طلب

شہر میں چند مکاں تھے پہلے

آج شہروں میں ہیں جتنے خطرے

جنگلوں میں بھی کہاں تھے پہلے

لوگ یوں کہتے ہیں اپنے قصے

جیسے وہ شاہ جہاں تھے پہلے

ٹوٹ کر ہم بھی ملا کرتے تھے

بے وفا تم بھی کہاں تھے پہلے

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Bulandi Pe Kahan The Pahle

Azhar Inayati

is bulandi pe kahan the pahle
ab jo baadal hain dhuan the pahle

naqsh miTte hain to aata hai KHayal
ret par hum bhi kahan the pahle

ab har ek shaKHs hai ezaz talab
shahr mein chand makan the pahle

aaj shahron mein hain jitne KHatre
jangalon mein bhi kahan the pahle

log yun kahte hain apne qisse
jaise wo shah-jahan the pahle

TuT kar hum bhi mila karte the
bewafa tum bhi kahan the pahle

(612) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Bulandi Pe Kahan The Pahle written by Azhar Inayati at UrduPoint. Is Bulandi Pe Kahan The Pahle is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Is Bulandi Pe Kahan The Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Bulandi Pe Kahan The Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.