Aao Ek Bar Raqs Karte Hain, Urdu Ghazal By Azhar Sajaad

Aao Ek Bar Raqs Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Sajaad. Aao Ek Bar Raqs Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aao Ek Bar Raqs Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آؤ اک بار رقص کرتے ہیں

اظہر سجاد

آؤ اک بار رقص کرتے ہیں

ہو کے بیزار رقص کرتے ہیں

تیری یادوں کی تک دھنا دھن پر

ہم کئی بار رقص کرتے ہیں

چھ دنوں کے تھکے ہوئے نوکر

روز اتوار رقص کرتے ہیں

زندگی ایک فلم ہے جس میں

سارے کردار رقص کرتے ہیں

دیکھ کر مفلسی غریبوں کی

اپنے سردار رقص کرتے ہیں

بیٹھے بیٹھے یہی خیال آیا

کر لیا پیار رقص کرتے ہیں

بیعت ظلم کے جواب میں ہم

کر کے انکار رقص کرتے ہیں

اپنے روضے پے دیکھ لے خواجہ

تیرے زوار رقص کرتے ہیں

کیا غزل کہہ دی آج اظہرؔ نے

سارے اشعار رقص کرتے ہیں

اظہر سجاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aao Ek Bar Raqs Karte Hain

Azhar Sajaad

aao ek bar raqs karte hain
ho ke bezar raqs karte hain

teri yaadon ki tak-dhina-dhin par
hum kai bar raqs karte hain

chhe dinon ke thake hue naukar
roz-e-itwar raqs karte hain

zindagi ek film hai jis mein
sare kirdar raqs karte hain

dekh kar muflisi gharibon ki
apne sardar raqs karte hain

baiThe baiThe yahi KHayal aaya
kar liya pyar raqs karte hain

baiat-e-zulm ke jawab mein hum
kar ke inkar raqs karte hain

apne rauze pe dekh le KHwaja
tere zawwar raqs karte hain

kya ghazal kah di aaj 'azhar' ne
sare ashaar raqs karte hain

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aao Ek Bar Raqs Karte Hain written by Azhar Sajaad at UrduPoint. Aao Ek Bar Raqs Karte Hain is one of the masterpieces written by Azhar Sajaad. You can also find the complete poetry collection of Azhar Sajaad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Sajaad' above.

Aao Ek Bar Raqs Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aao Ek Bar Raqs Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.