Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki, Urdu Ghazal By Baqi Ahmad Puri

Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Baqi Ahmad Puri. Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

روز وحشت ہے مرے شہر میں ویرانی کی

باقی احمد پوری

روز وحشت ہے مرے شہر میں ویرانی کی

اب کوئی بات نہیں بات پریشانی کی

میرے دریا کبھی دریا بھی ہوا کرتے تھے

اب بھی آواز سی آتی ہے مجھے پانی کی

آئنہ خانے کے باہر وہ مجھے پوچھتے ہیں

آئنہ خانے میں کیا بات تھی حیرانی کی

اب غزالاں سے کہو چھپ کے کہیں بیٹھ رہیں

آمد آمد ہے کسی غول بیابانی کی

ہم کھلے گھر کے مکینوں کی یہی عادت ہے

ہم نہ دربان ہوئے اور نہ دربانی کی

یاد کر لینا بہتر کی کہانی باقیؔ

جنگ چھڑ جائے کسی وقت اگر پانی کی

باقی احمد پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki

Baqi Ahmad Puri

roz-e-wahshat hai mere shahr mein virani ki
ab koi baat nahin baat pareshani ki

mere dariya kabhi dariya bhi hua karte the
ab bhi aawaz si aati hai mujhe pani ki

aaina-KHane ke bahar wo mujhe puchhte hain
aaina-KHane mein kya baat thi hairani ki

ab ghazalan se kaho chhup ke kahin baiTh rahen
aamad aamad hai kisi ghul-e-bayabani ki

hum khule ghar ke makinon ki yahi aadat hai
hum na darban hue aur na darbani ki

yaad kar lena bahattar ki kahani 'baqi'
jang chhiD jae kisi waqt agar pani ki

(566) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki written by Baqi Ahmad Puri at UrduPoint. Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki is one of the masterpieces written by Baqi Ahmad Puri. You can also find the complete poetry collection of Baqi Ahmad Puri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Baqi Ahmad Puri' above.

Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Roz-e-wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.