Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan, Urdu Ghazal By Baqi Ahmad Puri

Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Baqi Ahmad Puri. Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں ستم گر نہیں ہوتے جاناں

باقی احمد پوری

یوں ستم گر نہیں ہوتے جاناں

پھول پتھر نہیں ہوتے جاناں

کیوں مرے دل سے کہیں جاتے ہو

گھر سے بے گھر نہیں ہوتے جاناں

وصل کی شب جو کرم تم نے کیے

کیوں مکرر نہیں ہوتے جاناں

ہم تمہیں بت کی طرح پوجتے ہیں

پھر بھی کافر نہیں ہوتے جاناں

غم کے دیپک نہیں جلتے جب تک

دل منور نہیں ہوتے جاناں

ہم تو رہتے ہیں تمہاری حد میں

حد سے باہر نہیں ہوتے جاناں

ایک جیسے ہیں خوشی کے لمحے

دکھ برابر نہیں ہوتے جاناں

اس قدر خوں نہ بہانا دل کا

دل سمندر نہیں ہوتے جاناں

باقی احمد پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan

Baqi Ahmad Puri

yun sitamgar nahin hote jaanan
phul patthar nahin hote jaanan

kyun mere dil se kahin jate ho
ghar se be-ghar nahin hote jaanan

wasl ki shab jo karam tum ne kiye
kyun mukarrar nahin hote jaanan

hum tumhein but ki tarah pujte hain
phir bhi kafar nahin hote jaanan

gham ke dipak nahin jalte jab tak
dil munawwar nahin hote jaanan

hum to rahte hain tumhaari had mein
had se bahar nahin hote jaanan

ek jaise hain KHushi ke lamhe
dukh barabar nahin hote jaanan

is qadar KHun na bahana dil ka
dil samundar nahin hote jaanan

(985) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan written by Baqi Ahmad Puri at UrduPoint. Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan is one of the masterpieces written by Baqi Ahmad Puri. You can also find the complete poetry collection of Baqi Ahmad Puri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Baqi Ahmad Puri' above.

Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Sitamgar Nahin Hote Jaanan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.