Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun, Urdu Ghazal By Boom Merathi

Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Boom Merathi. Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ پوچھو تم کو اور دشمن کو دل میں کیا سمجھتا ہوں

بوم میرٹھی

نہ پوچھو تم کو اور دشمن کو دل میں کیا سمجھتا ہوں

اسے الو تمہیں الو کا میں پٹھا سمجھتا ہوں

ڈروں کیوں وصل کی شب دھول دھپا ہاتھا پائی سے

اسے تو میں نیاز و ناز کا رگڑا سمجھتا ہوں

گیا بچپن شباب آیا بڑھاپا آنے والا ہے

مگر میں تو ابھی تک آپ کو بچہ سمجھتا ہوں

لیے جاتا ہے مجھ کو ساتھ کیوں دشمن کی محفل میں

ابے الو کے پٹھے اس میں کچھ دھوکا سمجھتا ہوں

بلاتی ہے مجھے گھر پر جو تم گھر پر نہیں ہوتے

تمہاری ماں کو تم سے ہر طرح اچھا سمجھتا ہوں

عدو کے گھر سے الٹا پائجامہ پہن کر آئے

اندھیری رات ہے کچھ دال میں کالا سمجھتا ہوں

یہ تم نے کیا کہا کیوں دل لگی کی میری اماں سے

اجی توبہ کرو میں تو اسے خالہ سمجھتا ہوں

جو پوچھا مجھ سے مشت خاک کو تم کیا سمجھتے ہو

تو فرمایا کہ استجنے کا میں ڈھیلا سمجھتا ہوں

شب وعدہ تیری لوٹ و پلٹ سے ناک میں دم ہے

کبھی الٹا سمجھتا ہوں کبھی سیدھا سمجھتا ہوں

کسی نے ان سے پوچھا بومؔ کو تم کیا سمجھتے ہو

تو بولے مسکرا کر الو کا پٹھا سمجھتا ہوں

بوم میرٹھی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun

Boom Merathi

na puchho tum ko aur dushman ko dil mein kya samajhta hun
use ullu tumhein ullu ka main paTTha samajhta hun

Darun kyon wasl ki shab dhaul-dhappa hatha-pai se
ise to main niyaz-o-naz ka ragDa samajhta hun

gaya bachpan shabab aaya buDhapa aane wala hai
magar main to abhi tak aap ko bachcha samajhta hun

liye jata hai mujh ko sath kyon dushman ki mahfil mein
abe ullu ke paThThe is mein kuchh dhoka samajhta hun

bulati hai mujhe ghar par jo tum ghar par nahin hote
tumhaari man ko tum se har tarah achchha samajhta hun

adu ke ghar se ulTa paejama pahn kar aae
andheri raat hai kuchh dal mein kala samajhta hun

ye tum ne kya kaha kyon dil lagi ki meri amman se
aji tauba karo main to use KHala samajhta hun

jo puchha mujh se musht-e-KHak ko tum kya samajhte ho
to farmaya ki istinje ka main Dhela samajhta hun

shab-e-wada teri lauT-o-palaT se nak mein dam hai
kabhi ulTa samajhta hun kabhi sidha samajhta hun

kisi ne un se puchha 'bum' ko tum kya samajhte ho
to bole muskura kar ullu ka paTTha samajhta hun

(548) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun written by Boom Merathi at UrduPoint. Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun is one of the masterpieces written by Boom Merathi. You can also find the complete poetry collection of Boom Merathi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Boom Merathi' above.

Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Puchho Tumko Aur Dushman Ko Dil Mein Kya Samajhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.