Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah, Urdu Ghazal By Chhabi Saksena Sahai Saba

Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Chhabi Saksena Sahai Saba. Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھل اٹھے ہیں زخم پھولوں کی طرح

چھبی سکسینہ سہائے صبا

کھل اٹھے ہیں زخم پھولوں کی طرح

کوئی آیا ہے بہاروں کی طرح

حسرتوں کی بد نصیبی دیکھیے

بجھ گئیں ساری چراغوں کی طرح

خواب کی بھی سسکیاں سن لیجئے

ٹوٹ کے بکھرے ہیں شیشوں کی طرح

سرسری سی اک نظر ان کی پڑی

آج ہم بھی ہیں ہزاروں کی طرح

لطف جانے کا جہاں سے بڑھ کے ہو

یاد گر آؤں مثالوں کی طرح

اب صباؔ کب تک کرے گی انتظار

اس کا آنا ہے ہواؤں کی طرح

چھبی سکسینہ سہائے صبا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah

Chhabi Saksena Sahai Saba

khil uThe hain zaKHm phulon ki tarah
koi aaya hai bahaaron ki tarah

hasraton ki bad-nasibi dekhiye
bujh gain sari charaghon ki tarah

KHwab ki bhi siskiyan sun lijiye
TuT ke bikhre hain shishon ki tarah

sarsari si ek nazar un ki paDi
aaj hum bhi hain hazaron ki tarah

lutf jaane ka jahan se baDh ke ho
yaad gar aaun misalon ki tarah

ab 'saba' kab tak karegi intizar
us ka aana hai hawaon ki tarah

(819) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah written by Chhabi Saksena Sahai Saba at UrduPoint. Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah is one of the masterpieces written by Chhabi Saksena Sahai Saba. You can also find the complete poetry collection of Chhabi Saksena Sahai Saba by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Chhabi Saksena Sahai Saba' above.

Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Khil UThe Hain ZaKHm Phulon Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.