Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun, Urdu Ghazal By Daood Kaashmiri

Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daood Kaashmiri. Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لوگ غم سے ڈرتے ہیں میں خوشی سے ڈرتا ہوں

داؤد کاشمیری

لوگ غم سے ڈرتے ہیں میں خوشی سے ڈرتا ہوں

تیرگی سے کیا ڈرنا روشنی سے ڈرتا ہوں

میں نکل پڑا گھر سے اب سفر میں جو بیتے

آگے چلتے رہنا ہے واپسی سے ڈرتا ہوں

یہ بھی جانور سارے وہ بھی جانور سارے

جانے کیسی بستی ہے آدمی سے ڈرتا ہوں

رہزن خلوص جاں رہزن مسرت ہے

رہنمائی علم و آگہی سے ڈرتا ہوں

سر اٹھا کے جینے کی لذتوں سے واقف ہوں

سر اٹھا کے جینے کی بے حسی سے ڈرتا ہوں

داؤد کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun

Daood Kaashmiri

log gham se Darte hain main KHushi se Darta hun
tirgi se kya Darna raushni se Darta hun

main nikal paDa ghar se ab safar mein jo bite
aage chalte rahna hai wapsi se Darta hun

ye bhi jaanwar sare wo bhi jaanwar sare
jaane kaisi basti hai aadmi se Darta hun

rahzan-e-KHulus-e-jaan rahzan-e-masarrat hai
rahnumai-e-ilm-o-agahi se Darta hun

sar uTha ke jine ki lazzaton se waqif hun
sar uTha ke jine ki be-hisi se Darta hun

(816) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun written by Daood Kaashmiri at UrduPoint. Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun is one of the masterpieces written by Daood Kaashmiri. You can also find the complete poetry collection of Daood Kaashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daood Kaashmiri' above.

Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Log Gham Se Darte Hain Main KHushi Se Darta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.