Tum The Aur Aalam Bahut The, Urdu Ghazal By Daur Afridi

Tum The Aur Aalam Bahut The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daur Afridi. Tum The Aur Aalam Bahut The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum The Aur Aalam Bahut The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم تھے اور آلام بہت تھے

دور آفریدی

تم تھے اور آلام بہت تھے

اور وہ صبح و شام بہت تھے

تجھ میں بھی کچھ بات ہے ورنہ

دیوانے بدنام بہت تھے

میں ہی رہا اک پیاس کا مارا

میخانے میں جام بہت تھے

چند ہی نظریں واں تک پہنچیں

نظارے سر بام بہت تھے

زانو و سر کی لاج رہی ہے

پہرے تو ہر گام بہت تھے

آپ مرا کیوں دم بھرتے ہیں

مجھ پر ہی الزام بہت تھے

فکر دورؔ کو تم سے پہلے

تیرے میرے کام بہت تھے

دور آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum The Aur Aalam Bahut The

Daur Afridi

tum the aur aalam bahut the
aur wo subh-o-sham bahut the

tujh mein bhi kuchh baat hai warna
diwane badnam bahut the

main hi raha ek pyas ka mara
maiKHane mein jam bahut the

chand hi nazren wan tak pahunchin
nazzare sar-e-baam bahut the

zanu-o-sar ki laj rahi hai
pahre to har gam bahut the

aap mera kyon dam bharte hain
mujh par hi ilzam bahut the

fikr-e-'daur' ko tum se pahle
tere mere kaam bahut the

(841) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tum The Aur Aalam Bahut The written by Daur Afridi at UrduPoint. Tum The Aur Aalam Bahut The is one of the masterpieces written by Daur Afridi. You can also find the complete poetry collection of Daur Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daur Afridi' above.

Tum The Aur Aalam Bahut The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum The Aur Aalam Bahut The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.