Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain, Urdu Ghazal By Daur Afridi

Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daur Afridi. Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ تیرے غم کو پہچانے نہیں ہیں

دور آفریدی

وہ تیرے غم کو پہچانے نہیں ہیں

ابھی اپنوں میں بیگانے نہیں ہیں

ہزاروں محفلیں ایسی ہیں جن میں

ہمارے غم کے افسانے نہیں ہیں

جو بھر جائیں وہ پیمانے ہی سمجھو

جو خالی ہیں وہ پیمانے نہیں ہیں

ترے کوچے کی رونق ہے ہمیں سے

ترے کوچے میں دیوانے نہیں ہیں

ذرا بن ٹھن تو لے اے زندگانی

برائے حسن ویرانے نہیں ہیں

جہان دل ربائی اللہ اللہ

جہاں تم ہو تو فرزانے نہیں ہیں

وہاں ہی تلخیاں پیتا رہا ہوں

جہاں اے دورؔ میخانے نہیں ہیں

دور آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain

Daur Afridi

wo tere gham ko pahchane nahin hain
abhi apnon mein begane nahin hain

hazaron mahfilen aisi hain jin mein
hamare gham ke afsane nahin hain

jo bhar jaen wo paimane hi samjho
jo KHali hain wo paimane nahin hain

tere kuche ki raunaq hai hamin se
tere kuche mein diwane nahin hain

zara ban-Than to le ai zindagani
barae-husn virane nahin hain

jahan-e-dilrubai allah allah
jahan tum ho to farzane nahin hain

wahan hi talKHiyan pita raha hun
jahan ai 'daur' maiKHane nahin hain

(727) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain written by Daur Afridi at UrduPoint. Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain is one of the masterpieces written by Daur Afridi. You can also find the complete poetry collection of Daur Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daur Afridi' above.

Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Tere Gham Ko Pahchane Nahin Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.