Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai, Urdu Ghazal By Daur Afridi

Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Daur Afridi. Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم دل کو بدل جانے کی ضد ہے

دور آفریدی

غم دل کو بدل جانے کی ضد ہے

مگر خوشیوں کو ٹل جانے کی ضد ہے

بگڑتی جا رہی ہے میری دنیا

مگر مجھ کو سنبھل جانے کی ضد ہے

ہر اک طوفاں کو پیچھے چھوڑ آؤں

حوادث سے نکل جانے کی ضد ہے

مری فطرت بدل جائے تو کیسے

تری باتوں کو کھل جانے کی ضد ہے

ترے زانو پہ میرا سر ہے لیکن

مقدر کو مچل جانے کی ضد ہے

مرے جذبات کو تسکین دینا

سمندر کو ابل جانے کی ضد ہے

خلاف زور فطرت دورؔ بہتر

مگر فکروں کو پل جانے کی ضد ہے

دور آفریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai

Daur Afridi

gham-e-dil ko badal jaane ki zid hai
magar KHushiyon ko Tal jaane ki zid hai

bigaDti ja rahi hai meri duniya
magar mujh ko sambhal jaane ki zid hai

har ek tufan ko pichhe chhoD aaun
hawadis se nikal jaane ki zid hai

meri fitrat badal jae to kaise
teri baaton ko khul jaane ki zid hai

tere zanu pe mera sar hai lekin
muqaddar ko machal jaane ki zid hai

mere jazbaat ko taskin dena
samundar ko ubal jaane ki zid hai

KHilaf-e-zor-e-fitrat 'daur' behtar
magar fikron ko pal jaane ki zid hai

(1466) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai written by Daur Afridi at UrduPoint. Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai is one of the masterpieces written by Daur Afridi. You can also find the complete poetry collection of Daur Afridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Daur Afridi' above.

Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham-e-dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.