Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha, Urdu Ghazal By Diya Jeem

Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Diya Jeem. Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرے آنگن میں وفاؤں کا شجر رکھا تھا

دیا جیم

تیرے آنگن میں وفاؤں کا شجر رکھا تھا

اپنے ہونٹوں پہ دعاؤں کا شجر رکھا تھا

کیسے نہ یاد کی کھڑکی میں ٹھہرتی کل شب

میرے کمرے میں صداؤں کا شجر رکھا تھا

یاد جاناں کے پرندوں کے سکوں کی خاطر

اپنے سینے میں وفاؤں کا شجر رکھا تھا

جانے کیا سوچ کے فطرت سے محبت کی تھی

میرے اجداد نے گاؤں کا شجر رکھا تھا

میری قسمت میں محبت کا ستارہ ہی نہیں

میری قسمت میں جفاؤں کا شجر رکھا تھا

ویسے تو پیار کی چھاؤں سے محبت تھی دیاؔ

پر کہیں دل میں اناؤں کا شجر رکھا تھا

دیا جیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha

Diya Jeem

tere aangan mein wafaon ka shajar rakkha tha
apne honTon pe duaon ka shajar rakkha tha

kaise na yaad ki khiDki mein Thaharti kal shab
mere kamre mein sadaon ka shajar rakkha tha

yaad-e-jaanan ke parindon ke sukun ki KHatir
apne sine mein wafaon ka shajar rakkha tha

jaane kya soch ke fitrat se mohabbat ki thi
mere ajdad ne ganw ka shajar rakkha tha

meri qismat mein mohabbat ka sitara hi nahin
meri qismat mein jafaon ka shajar rakkha tha

waise to pyar ki chhanw se mohabbat thi 'diya'
par kahin dil mein anaon ka shajar rakkha tha

(697) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha written by Diya Jeem at UrduPoint. Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha is one of the masterpieces written by Diya Jeem. You can also find the complete poetry collection of Diya Jeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Diya Jeem' above.

Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Aangan Mein Wafaon Ka Shajar Rakkha Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.