Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye, Urdu Ghazal By Dr Anand Kishore

Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Dr Anand Kishore. Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صرف ان کے دل میں بسنے کے لئے

ڈاکٹر آنند کشور

صرف ان کے دل میں بسنے کے لئے

بک گئے ہم ایک سپنے کے لئے

قطرے قطرے پر لکھی ہے داستاں

آئے گا کیا کوئی پڑھنے کے لئے

ایسی عادت غم کی ہم کو ہو گئی

چاہیے غم کوئی ہنسنے کے لئے

پہلے نوچا ہے پروں کو اور پھر

کر دیا آزاد اڑنے کے لئے

سوچتے ہیں آستیں کو دیکھ کر

کیا انہیں پالا تھا ڈسنے کے لئے

دوست دشمن غیر اپنے اجنبی

تاک میں بیٹھے ہیں ڈنکنے کے لئے

کتنے ہیں تیار دنیا میں جواں

دیپ کی مانند جلنے کے لئے

تیری کیا اوقات ہے آنندؔ جب

شمس بھی مجبور ڈھلنے کے لئے

ڈاکٹر آنند کشور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye

Dr Anand Kishore

sirf un ke dil mein basne ke liye
bik gae hum ek sapne ke liye

qatre qatre par likhi hai dastan
aaega kya koi paDhne ke liye

aisi aadat gham ki hum ko ho gai
chahiye gham koi hansne ke liye

pahle nocha hai paron ko aur phir
kar diya aazad uDne ke liye

sochte hain aastin ko dekh kar
kya unhen pala tha Dasne ke liye

dost dushman ghair apne ajnabi
tak mein baiThe hain Dankne ke liye

kitne hain tayyar duniya mein jawan
dip ki manind jalne ke liye

teri kya auqat hai 'anand' jab
shams bhi majbur Dhalne ke liye

(732) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye written by Dr Anand Kishore at UrduPoint. Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye is one of the masterpieces written by Dr Anand Kishore. You can also find the complete poetry collection of Dr Anand Kishore by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Dr Anand Kishore' above.

Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sirf Un Ke Dil Mein Basne Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.