Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa, Urdu Ghazal By Ehtisham Ul Haq Siddiqui

Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ehtisham Ul Haq Siddiqui. Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شکریہ بیچ سفر آپ نے تنہا چھوڑا

احتشام الحق صدیقی

شکریہ بیچ سفر آپ نے تنہا چھوڑا

اس طرح آپ نے مجھ سے مرا رشتہ جوڑا

شدت طیش سے کانپ اٹھی ہیں ساری شاخیں

جب بھی گلچیں نے کسی شاخ سے گل کو توڑا

اپنے اندر سے وہ اک دم نہ نکالے گا مجھے

مجھ کو آنکھوں سے وہ ٹپکائے گا تھوڑا تھوڑا

ہم نے تہذیب سے میخانے کا بدلا ہے نظام

ہم نے مے پھینکی نہ میخانے میں ساغر توڑا

دونوں خوش ہیں تو اب اس بات کا کیا ذکر کریں

کس نے رخ اپنا در یار سے پہلے موڑا

احتشام الحق صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa

Ehtisham Ul Haq Siddiqui

shukriya bich safar aap ne tanha chhoDa
is tarah aap ne mujh se mera rishta joDa

shiddat-e-taish se kanp uTThi hain sari shaKHen
jab bhi gulchin ne kisi shaKH se gul ko toDa

apne andar se wo ek dam na nikalega mujhe
mujh ko aankhon se wo Tapkaega thoDa thoDa

hum ne tahzib se maiKHane ka badla hai nizam
hum ne mai phenki na maiKHane mein saghar toDa

donon KHush hain to ab is baat ka kya zikr karen
kis ne ruKH apna dar-e-yar se pahle moDa

(779) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui at UrduPoint. Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa is one of the masterpieces written by Ehtisham Ul Haq Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ehtisham Ul Haq Siddiqui' above.

Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shukriya Bich Safar Aapne Tanha ChhoDa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.