Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun, Urdu Ghazal By Ejaz Ali Arshad

Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ejaz Ali Arshad. Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب بھی اس کا خیال کرتا ہوں

اعجاز علی ارشد

جب بھی اس کا خیال کرتا ہوں

اپنی غزلوں میں رنگ بھرتا ہوں

شہر سے اس کے جب گزرتا ہوں

خود بخود ٹوٹتا بکھرتا ہوں

دیکھتا ہوں بلندیوں کی طرف

سیڑھیاں جب کبھی اترتا ہوں

آپ ڈرتے ہیں اپنے دشمن سے

اور میں دوستوں سے ڈرتا ہوں

ظالموں سے تجھے کرم کی امید

میں تری سادگی پہ مرتا ہوں

میں مسافر ہوں دھوپ کا ارشدؔ

میں کہاں چھاؤں میں ٹھہرتا ہوں

اعجاز علی ارشد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun

Ejaz Ali Arshad

jab bhi us ka KHayal karta hun
apni ghazlon mein rang bharta hun

shahr se us ke jab guzarta hun
KHud-baKHud TuTta bikharta hun

dekhta hun bulandiyon ki taraf
siDhiyan jab kabhi utarta hun

aap Darte hain apne dushman se
aur main doston se Darta hun

zalimon se tujhe karam ki umid
main teri sadgi pe marta hun

main musafir hun dhup ka 'arshad'
main kahan chhanw mein Thaharta hun

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun written by Ejaz Ali Arshad at UrduPoint. Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun is one of the masterpieces written by Ejaz Ali Arshad. You can also find the complete poetry collection of Ejaz Ali Arshad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ejaz Ali Arshad' above.

Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Bhi Us Ka KHayal Karta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.