Ek Main Aur Ek Qamar Jage, Urdu Ghazal By Farhan Hanif Warsi

Ek Main Aur Ek Qamar Jage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farhan Hanif Warsi. Ek Main Aur Ek Qamar Jage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Main Aur Ek Qamar Jage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک میں اور اک قمر جاگے

فرحان حنیف وارثی

ایک میں اور اک قمر جاگے

کیا ضروری تھا ہر پہر جاگے

آسمانی بلائیں نازل کر

اے خدا دل میں تیرا ڈر جاگے

نیند آ جائے بیتے قصوں کو

ہر سحر اک نئی خبر جاگے

کون ہے وہ جو خواب بن بن کر

میری آنکھوں میں رات بھر جاگے

اک سفر ہے محبتوں کا جہاں

پاؤں سو جائیں رہ گزر جاگے

جب ذرا ماند ہو تھکن تو حنیفؔ

مجھ میں پھر جذبۂ سفر جاگے

فرحان حنیف وارثی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Main Aur Ek Qamar Jage

Farhan Hanif Warsi

ek main aur ek qamar jage
kya zaruri tha har pahar jage

aasmani balaen nazil kar
ai KHuda dil mein tera Dar jage

nind aa jae bite qisson ko
har sahar ek nai KHabar jage

kaun hai wo jo KHwab ban ban kar
meri aankhon mein raat bhar jage

ek safar hai mohabbaton ka jahan
panw so jaen rahguzar jage

jab zara mand ho thakan to 'hanif'
mujh mein phir jazba-e-safar jage

(648) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Main Aur Ek Qamar Jage written by Farhan Hanif Warsi at UrduPoint. Ek Main Aur Ek Qamar Jage is one of the masterpieces written by Farhan Hanif Warsi. You can also find the complete poetry collection of Farhan Hanif Warsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farhan Hanif Warsi' above.

Ek Main Aur Ek Qamar Jage is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Main Aur Ek Qamar Jage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.