Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe, Urdu Ghazal By Farogh Zaidi

Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farogh Zaidi. Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے چہرے میں کوئی اور ہی چہرہ دیکھے

فروغ زیدی

میرے چہرے میں کوئی اور ہی چہرہ دیکھے

وقت ماتھے کی لکیروں میں وہ ٹھہرا دیکھے

سب کو دیتی ہے الگ رنگ یہ تصویر حیات

سبز گلشن تو کوئی دھول کا صحرا دیکھے

اس کے ہاتھوں میں جو رہتی ہے وہ تعبیر رہے

کیوں مگر دے کے مرے خواب پہ پہرا دیکھے

اس کو احساس کی نایاب گہر ملتے ہیں

ڈوب کر بحر تخیل میں جو گہرا دیکھے

نام لکھا ہے انوکھا سا کہیں ایک فروغؔ

دل محبت کا ہر اک باب سنہرا دیکھے

فروغ زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe

Farogh Zaidi

mere chehre mein koi aur hi chehra dekhe
waqt mathe ki lakiron mein wo Thahra dekhe

sab ko deti hai alag rang ye taswir-e-hayat
sabz gulshan to koi dhul ka sahra dekhe

us ke hathon mein jo rahti hai wo tabir rahe
kyun magar de ke mere KHwab pe pahra dekhe

us ko ehsas ki nayab guhar milte hain
Dub kar bahr-e-taKHayyul mein jo gahra dekhe

nam likkha hai anokha sa kahin ek 'farogh'
dil mohabbat ka har ek bab sunahra dekhe

(804) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe written by Farogh Zaidi at UrduPoint. Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe is one of the masterpieces written by Farogh Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Farogh Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farogh Zaidi' above.

Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Chehre Mein Koi Aur Hi Chehra Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.