Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle, Urdu Ghazal By Farogh Zaidi

Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farogh Zaidi. Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مل کے بیٹھیں تو ہم کہیں پہلے

فروغ زیدی

مل کے بیٹھیں تو ہم کہیں پہلے

بانٹ لیتے ہیں کیوں زمیں پہلے

ہوگا تیرا بھی اعتبار مجھے

کر لوں اپنا میں گر یقیں پہلے

کیوں کسی در پہ آسماں جھکتا

گر نہ جھکتی مری جبیں پہلے

دل میں شاید ابھی بھی ہے موجود

آؤ ڈھونڈیں اسے یہیں پہلے

کب یہ سنتے ہیں داستاں پوری

بول اٹھتے ہیں نکتہ چیں پہلے

سوچتا ہوں میں سن کے بات تری

کیوں یہ میں نے کہی نہیں پہلے

فروغ زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle

Farogh Zaidi

mil ke baiThen to hum kahin pahle
banT lete hain kyun zamin pahle

hoga tera bhi e'tibar mujhe
kar lun apna main gir yaqin pahle

kyun kisi dar pe aasman jhukta
gar na jhukti meri jabin pahle

dil mein shayad abhi bhi hai maujud
aao DhunDen use yahin pahle

kab ye sunte hain dastan puri
bol uThte hain nukta-chin pahle

sochta hun main sun ke baat teri
kyun ye main ne kahi nahin pahle

(702) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle written by Farogh Zaidi at UrduPoint. Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle is one of the masterpieces written by Farogh Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Farogh Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farogh Zaidi' above.

Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mil Ke BaiThen To Hum Kahin Pahle, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.