Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai, Urdu Ghazal By Farooq Argali

Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Argali. Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عروج آدم خاکی کہاں کا قصہ ہے

فاروق ارگلی

عروج آدم خاکی کہاں کا قصہ ہے

محض درازیٔ کار جہاں کا قصہ ہے

سیاہ رات تھی نیزہ بکف کما بر دوش

طلوع صبح لٹے کارواں کا قصہ ہے

حصول مال غنیمت کی داستان لطیف

دراصل وادیٔ آہ و فغاں کا قصہ ہے

غنیم حرص و ہوس ہمکنار فتح و ظفر

ضرور یہ مرے ہندوستان کا قصہ ہے

وہ رنگ و نور کا دریا وہ حسن و ہوش ربا

نہیں کچھ اور یہ اردو زباں کا قصہ ہے

فاروق ارگلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai

Farooq Argali

uruj-e-adam-e-KHaki kahan ka qissa hai
mahz daraazi-e-kar-e-jahan ka qissa hai

siyah raat thi neza-ba-kaf kama-bar-dosh
tulu-e-subh luTe karwan ka qissa hai

husul-e-mal-e-ghanimat ki dastan-e-latif
dar-asl wadi-e-ah-o-fughan ka qissa hai

ghanim-e-hirs-o-hawas ham-kanar-e-fath-o-zafar
zarur ye mere hindostan ka qissa hai

wo rang-o-nur ka dariya wo husn-o-hosh-ruba
nahin kuchh aur ye urdu zaban ka qissa hai

(847) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai written by Farooq Argali at UrduPoint. Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai is one of the masterpieces written by Farooq Argali. You can also find the complete poetry collection of Farooq Argali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Argali' above.

Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uruj-e-adam-e-KHaki Kahan Ka Qissa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.