Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe, Urdu Ghazal By Farooq Rahman

Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Farooq Rahman. Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کے ماروں سے دل لگی چاہے

فاروق رحمان

دل کے ماروں سے دل لگی چاہے

موت قسطوں میں زندگی چاہے

میں تو چاہوں اسے قیامت تک

وہ ملاقات سرسری چاہے

شہر کا شہر میرے قدموں میں

دل مگر یار کی گلی چاہے

سب کی مرضی سے جی کے دیکھ لیا

اب وہی کر جو تیرا جی چاہے

میں سمندر کا کیا کروں فاروقؔ

پیاس چڑھتی ہوئی ندی چاہے

فاروق رحمان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe

Farooq Rahman

dil ke maron se dil-lagi chahe
maut qiston mein zindagi chahe

main to chahun use qayamat tak
wo mulaqat sarsari chahe

shahr ka shahr mere qadmon mein
dil magar yar ki gali chahe

sab ki marzi se ji ke dekh liya
ab wahi kar jo tera ji chahe

main samundar ka kya karun 'faruq'
pyas chaDhti hui nadi chahe

(692) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe written by Farooq Rahman at UrduPoint. Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe is one of the masterpieces written by Farooq Rahman. You can also find the complete poetry collection of Farooq Rahman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Farooq Rahman' above.

Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ke Maron Se Dil-lagi Chahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.