Apna Apna Shahr, Urdu Nazam By Fauziya Farooqi

Apna Apna Shahr is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Fauziya Farooqi. Apna Apna Shahr comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Apna Apna Shahr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنا اپنا شہر

فوزیہ فاروقی

ہمارے دلوں میں کچھ ڈوبتا جا رہا ہے

میرے اور تمہارے

وہ کیا ہے

کیا ہم اس کے بھید پا سکتے ہیں

کہرے کی سرد چادر نے

جنگل کو اپنے سائے میں لے لیا ہے

کوئی آواز نہیں

صرف ایک گہری مہک

کوئی میرے دل میں لوبان کی دھونی دیتا ہے

اور آنکھیں جلنے لگتی ہیں

ہم دھارے کے مقابل نہیں تیر سکتے

اور دھارے کے ساتھ بھی نہیں

کہ مجھ میں ایک سمندر ہے

اور تم میں دوسرا

تم میرے لیے کشتی نہیں بنا سکے

اور میں نے تمہاری کشتی کنارے سے کھول دی

اب کوئی راستہ نہیں

ہم نفرت کے لیے جواز تلاش کر لیتے ہیں

اور اس طرح اپنی شکست کو تسلیم کرتے ہیں

اور ڈوب جاتے ہیں

اپنے اپنے سمندر میں

فوزیہ فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apna Apna Shahr

Fauziya Farooqi

hamare dilon mein kuchh Dubta ja raha hai
mere aur tumhaare
wo kya hai
kya hum us ke bhed pa sakte hain
kohre ki sard chadar ne
jangal ko apne sae mein le liya hai
koi aawaz nahin
sirf ek gahri mahak
koi mere dil mein loban ki dhuni deta hai
aur aankhen jalne lagti hain
hum dhaare ke muqabil nahin tair sakte
aur dhaare ke sath bhi nahin
ki mujh mein ek samundar hai
aur tum mein dusra
tum mere liye kashti nahin bana sake
aur main ne tumhaari kashti kinare se khol di
ab koi rasta nahin
hum nafrat ke liye jawaz talash kar lete hain
aur is tarah apni shikast ko taslim karte hain
aur Dub jate hain
apne apne samundar mein

(1141) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apna Apna Shahr written by Fauziya Farooqi at UrduPoint. Apna Apna Shahr is one of the masterpieces written by Fauziya Farooqi. You can also find the complete poetry collection of Fauziya Farooqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fauziya Farooqi' above.

Apna Apna Shahr is a widely read Urdu Nazam. If you like Apna Apna Shahr, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.