Zard Zaiqa, Urdu Nazam By Fauziya Farooqi

Zard Zaiqa is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Fauziya Farooqi. Zard Zaiqa comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Zard Zaiqa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زرد ذائقہ

فوزیہ فاروقی

ہم عورتیں ایک دوسرے کی دشمن ہیں

مگر سب نہیں

تم ہم سب سے محبت کرتے ہو

مگر ہمیشہ نہیں

موسم کس قدر جلد بیت جاتے ہیں

اور محبتیں اس سے بھی جلد

اب یہ بھی گزرے زمانے کی بات ہے

جب میرے چہرے کی رنگت اور تمہاری آنکھوں کے رنگ کے درمیان

ایک بے نام رشتہ تھا

اور میرا سراپا پس منظر کو معدوم کر دیتا تھا

فاصلے نے مجھے منظر نامے کے ایک نقطۂ محض میں تبدیل کر دیا ہے

اور تم

مجھے خانوں میں تقسیم کرنا سیکھ رہے ہو

آہ میرے باغوں کے بیر سرخ ہیں

اور زرد ذائقوں کی جستجو

تمہارے حلق کو کھٹا کر رہی ہے

فوزیہ فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zard Zaiqa

Fauziya Farooqi

hum aurten ek dusre ki dushman hain
magar sab nahin
tum hum sab se mohabbat karte ho
magar hamesha nahin
mausam kis qadar jald bit jate hain
aur mohabbaten us se bhi jald
ab ye bhi guzre zamane ki baat hai
jab mere chehre ki rangat aur tumhaari aankhon ke rang ke darmiyan
ek be-nam rishta tha
aur mera sarapa pas-e-manzar ko madum kar deta tha
fasle ne mujhe manzar-name ke ek nuqta-e-mahz mein tabdil kar diya hai
aur tum
mujhe KHanon mein taqsim karna sikh rahe ho
aah mere baghon ke ber surKH hain
aur zard zaiqon ki justuju
tumhaare halaq ko khaTTa kar rahi hai

(621) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zard Zaiqa written by Fauziya Farooqi at UrduPoint. Zard Zaiqa is one of the masterpieces written by Fauziya Farooqi. You can also find the complete poetry collection of Fauziya Farooqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fauziya Farooqi' above.

Zard Zaiqa is a widely read Urdu Nazam. If you like Zard Zaiqa, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.