KHutba-e-zainab, Urdu Nazam By Fauziya Farooqi

KHutba-e-zainab is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Fauziya Farooqi. KHutba-e-zainab comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read KHutba-e-zainab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خطبۂ زینبؔ

فوزیہ فاروقی

زمین اب دھماکوں سے چٹخنے لگی ہے

اور آسمان سے ٹافیاں برس رہی ہیں

چیختے چیختے

میری آواز کھو گئی

ٹیلی ویژن کے اس شور میں

خطبۂ زینبؔ کون سنے

مناجاتوں کا آہنگ

نعروں کی ہولناکی میں تبدیل ہو گیا

مجھے اپنی بے ردائی کا غم نہیں

کہ میرے بچے اپنی جیبوں میں شعلے بھر رہے ہیں

فوزیہ فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHutba-e-zainab

Fauziya Farooqi

zamin ab dhamakon se chaTaKHne lagi hai
aur aasman se toffiyan baras rahi hain
chiKHte chiKHte
meri aawaz kho gai
telewision ke is shor mein
KHutba-e-'zainab' kaun sune
munajaton ka aahang
naron ki haul-naki mein tabdil ho gaya
mujhe apni be-ridai ka gham nahin
ki mere bachche apni jebon mein shoale bhar rahe hain

(871) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHutba-e-zainab written by Fauziya Farooqi at UrduPoint. KHutba-e-zainab is one of the masterpieces written by Fauziya Farooqi. You can also find the complete poetry collection of Fauziya Farooqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fauziya Farooqi' above.

KHutba-e-zainab is a widely read Urdu Nazam. If you like KHutba-e-zainab, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.