Chand Siyah PaD Chuka Hai, Urdu Nazam By Fauziya Farooqi

Chand Siyah PaD Chuka Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Fauziya Farooqi. Chand Siyah PaD Chuka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Chand Siyah PaD Chuka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاند سیاہ پڑ چکا ہے

فوزیہ فاروقی

بے شمار سورج آسمان میں روشن ہوتے ہیں

اور زمین کے سینے سے دھواں اٹھنے لگتا ہے

تیزی سے بڑھتے ہوئے قدموں کی آہٹ

اور تیز ہوتی جاتی ہے

اور کب معدوم ہو جاتی ہے پتا ہی نہیں چلتا

اجالے نے ہم سے رنگوں کی شناخت چھین لی ہے

ہماری گردنوں کی رگیں سوج گئی ہیں

کہ نغمے اور نالے میں کوئی فرق باقی نہیں رہا

لکڑیاں اب بھی تمہارے چولہوں میں سلگ رہی ہیں

اٹھو

اور اپنے کواڑوں کو نذر آتش کر دو

کہ چاند سیاہ پڑ چکا ہے

فوزیہ فاروقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Siyah PaD Chuka Hai

Fauziya Farooqi

be-shumar suraj aasman mein raushan hote hain
aur zamin ke sine se dhuan uThne lagta hai
tezi se baDhte hue qadmon ki aahaT
aur tez hoti jati hai
aur kab madum ho jati hai pata hi nahin chalta
ujale ne hum se rangon ki shanaKHt chhin li hai
hamari gardanon ki ragen suj gai hain
ki naghme aur nale mein koi farq baqi nahin raha
lakDiyan ab bhi tumhaare chulhon mein sulag rahi hain
uTho
aur apne kiwaDon ko nazr-e-atish kar do
ki chand siyah paD chuka hai

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Siyah PaD Chuka Hai written by Fauziya Farooqi at UrduPoint. Chand Siyah PaD Chuka Hai is one of the masterpieces written by Fauziya Farooqi. You can also find the complete poetry collection of Fauziya Farooqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Fauziya Farooqi' above.

Chand Siyah PaD Chuka Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Chand Siyah PaD Chuka Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.