Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha, Urdu Ghazal By Gauhar Seema

Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Gauhar Seema. Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وحشتوں کا آج پھر چرچا رہا

گوہر سیما

وحشتوں کا آج پھر چرچا رہا

آج پھر یہ دل مرا ٹھہرا رہا

وادیوں میں زندگی مرتی رہی

درد آنکھوں سے مرے بہتا رہا

پتھروں کے وار وہ سہتے گئے

آئنوں کے ساتھ یہ قصہ رہا

مسئلے شمع بجھا کر تھک گئے

شوق کا سورج مگر جلتا رہا

زندگی اپنا سفر کرتی گئی

روبرو آنکھوں کے اک چہرہ رہا

منتشر تھے دھڑکنوں کے ساز بھی

دل مسلسل رات بھر تنہا رہا

زخم دے کر تھک گئی یہ زندگی

خواب آنکھوں میں مگر ٹھہرا رہا

گوہر سیما

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha

Gauhar Seema

wahshaton ka aaj phir charcha raha
aaj phir ye dil mera Thahra raha

wadiyon mein zindagi marti rahi
dard aankhon se mere bahta raha

pattharon ke war wo sahte gae
aainon ke sath ye qissa raha

masale shama bujha kar thak gae
shauq ka suraj magar jalta raha

zindagi apna safar karti gai
ru-ba-ru aankhon ke ek chehra raha

muntashir the dhaDkanon ke saz bhi
dil musalsal raat bhar tanha raha

zaKHm de kar thak gai ye zindagi
KHwab aankhon mein magar Thahra raha

(712) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha written by Gauhar Seema at UrduPoint. Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha is one of the masterpieces written by Gauhar Seema. You can also find the complete poetry collection of Gauhar Seema by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Gauhar Seema' above.

Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahshaton Ka Aaj Phir Charcha Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.