Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De, Urdu Ghazal By Ghalib Ahmad

Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghalib Ahmad. Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منظر ہوش سے آگے بھی نظر جانے دے

غالب احمد

منظر ہوش سے آگے بھی نظر جانے دے

جا رہا ہے یہ مسافر تو ادھر جانے دے

تیری آواز کی پرواز میں ہے میرا وجود

اپنی گفتار کے پردوں میں بکھر جانے دے

نہ کوئی چشم تمنا نہ کوئی دست دعا

زندگی تو مجھے بے لوث گزر جانے دے

تیرے قابل بھی نہیں تیرے مقابل بھی نہیں

ہم سفر ساتھ مجھے اپنے مگر جانے دے

تو تو ہے حسن ازل اور مرا رنگ غزل

میری آواز میں بھی کچھ تو اثر جانے دے

میرے اشعار میں صدیوں کے تلاطم کا شعور

کاش تو ان کو ذرا دل میں اتر جانے دے

غالب احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De

Ghalib Ahmad

manzar-e-hosh se aage bhi nazar jaane de
ja raha hai ye musafir to udhar jaane de

teri aawaz ki parwaz mein hai mera wajud
apni guftar ke pardon mein bikhar jaane de

na koi chashm-e-tamanna na koi dast-e-dua
zindagi tu mujhe be-laus guzar jaane de

tere qabil bhi nahin tere muqabil bhi nahin
ham-safar sath mujhe apne magar jaane de

tu to hai husn-e-azal aur mera rang-e-ghazal
meri aawaz mein bhi kuchh to asar jaane de

mere ashaar mein sadiyon ke talatum ka shuur
kash tu un ko zara dil mein utar jaane de

(578) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De written by Ghalib Ahmad at UrduPoint. Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De is one of the masterpieces written by Ghalib Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Ghalib Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghalib Ahmad' above.

Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzar-e-hosh Se Aage Bhi Nazar Jaane De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.