Dosti Ka Maqam Dekh Liya, Urdu Ghazal By Ghulam Nabi Nazir

Dosti Ka Maqam Dekh Liya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ghulam Nabi Nazir. Dosti Ka Maqam Dekh Liya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dosti Ka Maqam Dekh Liya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوستی کا مقام دیکھ لیا

غلام نبی ناظر

دوستی کا مقام دیکھ لیا

جذبۂ انتقام دیکھ لیا

خون قاتل کی خنجر آشامی

قتل کا اہتمام دیکھ لیا

ناؤ کس نے ڈبوئی ساحل کی

ناخدا کا کلام دیکھ لیا

حرف احساس جب ہوا گھائل

شدت التیام دیکھ لیا

آرزوئے عذاب عشق ہے پاس

درد کا التزام دیکھ لیا

ہاتھ اٹھائے دعائے بد کے لئے

ظرف نیل مرام دیکھ لیا

پرزہ پرزہ ملا کے پھاڑ دیا

خط پہ ناظرؔ کا نام دیکھ لیا

غلام نبی ناظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dosti Ka Maqam Dekh Liya

Ghulam Nabi Nazir

dosti ka maqam dekh liya
jazba-e-intiqam dekh liya

KHun-e-qatil ki KHanjar-ashami
qatl ka ehtimam dekh liya

naw kis ne Duboi sahil ki
naKHuda ka kalam dekh liya

harf-e-ehsas jab hua ghayal
shiddat-e-iltiyam dekh liya

aarzu-e-azab-e-ishq hai pas
dard ka iltizam dekh liya

hath uThae dua-e-bad ke liye
zarf-e-nail-e-maram dekh liya

purza purza mila ke phaD diya
KHat pe 'nazir' ka nam dekh liya

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dosti Ka Maqam Dekh Liya written by Ghulam Nabi Nazir at UrduPoint. Dosti Ka Maqam Dekh Liya is one of the masterpieces written by Ghulam Nabi Nazir. You can also find the complete poetry collection of Ghulam Nabi Nazir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ghulam Nabi Nazir' above.

Dosti Ka Maqam Dekh Liya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dosti Ka Maqam Dekh Liya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.