Ab Ke Usne Kamal Kar Dala, Urdu Ghazal By Haidar Qureshi

Ab Ke Usne Kamal Kar Dala is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haidar Qureshi. Ab Ke Usne Kamal Kar Dala comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ke Usne Kamal Kar Dala on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب کے اس نے کمال کر ڈالا

حیدر قریشی

اب کے اس نے کمال کر ڈالا

اک خوشی سے نڈھال کر ڈالا

چاند بن کر چمکنے والے نے

مجھ کو سورج مثال کر ڈالا

پہلے غم سے نہال کرتا تھا

اب خوشی سے نہال کر ڈالا

اک حقیقت کے روپ میں آ کر

مجھ کو خواب و خیال کر ڈالا

دکھ بھرے دل سے دکھ ہی چھین لیے

اور جینا وبال کر ڈالا

ایک خوش خط سے شخص نے حیدرؔ

ہم کو بھی خوش خیال کر ڈالا

حیدر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ke Usne Kamal Kar Dala

Haidar Qureshi

ab ke us ne kamal kar Dala
ek KHushi se niDhaal kar Dala

chand ban kar chamakne wale ne
mujh ko suraj-misal kar Dala

pahle gham se nihaal karta tha
ab KHushi se nihaal kar Dala

ek haqiqat ke rup mein aa kar
mujh ko KHwab-o-KHayal kar Dala

dukh-bhare dil se dukh hi chhin liye
aur jina wabaal kar Dala

ek KHush-KHat se shaKHs ne 'haidar'
hum ko bhi KHush-KHayal kar Dala

(829) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ke Usne Kamal Kar Dala written by Haidar Qureshi at UrduPoint. Ab Ke Usne Kamal Kar Dala is one of the masterpieces written by Haidar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Haidar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haidar Qureshi' above.

Ab Ke Usne Kamal Kar Dala is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ke Usne Kamal Kar Dala, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.