Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane, Urdu Ghazal By Haji Shafiullah Shafi Bahraichi

Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haji Shafiullah Shafi Bahraichi. Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے حرم کس کا کس کے بت خانے

حاجی شفیع اللہ شفیع بہرائچی

ہے حرم کس کا کس کے بت خانے

اس کو سمجھے ہیں کچھ تو دیوانے

زندگی کا مزا وہ کیا جانے

غم دئے ہوں نہ جس کو دنیا نے

چشم مخمور ہیں وہ پیمانے

جن پہ قرباں ہزار میخانے

ہوش آئے نہ تجھ کو دیوانے

پی محبت کے ایسے پیمانے

اس کو دیر و حرم سے کیا مطلب

نقش پا کو جو ان کے پہچانے

پھر تقاضا ہے وحشت دل کا

کر گریباں کو چاک دیوانے

رہ گئے خود الجھ کے آخر کار

راز ہستی چلے تھے سلجھانے

سر اٹھے پھر نہ صبح محشر تک

سر جھکا اس طرح سے فرزانے

درد الفت سے جو نہیں واقف

مجھ کو آئے ہیں وہ ہی سمجھانے

کیا محبت کے بھی کرشمے ہیں

شمع اک ہے ہزار پروانے

اس کے جلوے ہیں ذرے ذرے میں

دیکھ دیر و حرم کے دیوانے

ہم بھی آئے ہیں مے کدے میں شفیعؔ

اپنے غمگین دل کو بہلانے

حاجی شفیع اللہ شفیع بہرائچی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane

Haji Shafiullah Shafi Bahraichi

hai haram kis ka kis ke but-KHane
is ko samjhe hain kuchh to diwane

zindagi ka maza wo kya jaane
gham diye hon na jis ko duniya ne

chashm-e-maKHmur hain wo paimane
jin pe qurban hazar maiKHane

hosh aae na tujh ko diwane
pi mohabbat ke aise paimane

us ko dair-o-haram se kya matlab
naqsh-e-pa ko jo un ke pahchane

phir taqaza hai wahshat-e-dil ka
kar gareban ko chaak diwane

rah gae KHud ulajh ke aaKHir-kar
raaz-e-hasti chale the suljhane

sar uThe phir na subh-e-mahshar tak
sar jhuka is tarah se farzane

dard-e-ulfat se jo nahin waqif
mujh ko aae hain wo hi samjhane

kya mohabbat ke bhi karishme hain
shama ek hai hazar parwane

us ke jalwe hain zarre zarre mein
dekh dair-o-haram ke diwane

hum bhi aae hain mai-kade mein 'shafia'
apne ghamgin dil ko bahlane

(541) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Haji Shafiullah Shafi Bahraichi Poetry

You can read Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane written by Haji Shafiullah Shafi Bahraichi at UrduPoint. Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane is one of the masterpieces written by Haji Shafiullah Shafi Bahraichi. You can also find the complete poetry collection of Haji Shafiullah Shafi Bahraichi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haji Shafiullah Shafi Bahraichi' above.

Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Haram Kis Ka Kis Ke But-KHane, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.