Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main, Urdu Ghazal By Hajra Noor Zaryab

Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hajra Noor Zaryab. Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سچ پہ ہی ثابت قدم ٹھہری تھی میں

ہاجرہ نور زریاب

سچ پہ ہی ثابت قدم ٹھہری تھی میں

اور جھوٹی بات پر روٹھی تھی میں

دیر سے آمد کی ہی سن کر نوید

آپ کی تصویر سے الجھی تھی میں

تجھ سے مل کر بڑھ گئی وقعت مری

ورنہ پہلے خود کو کب سمجھی تھی میں

تو نے پڑھ کر کر دیا مجھ کو غزل

ورنہ حرف مہملہ جیسی تھی میں

کر دیا زریابؔ نے شاہیں مجھے

شاعری کے باغ کی تتلی تھی میں

ہاجرہ نور زریاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main

Hajra Noor Zaryab

sach pe hi sabit-qadam Thahri thi main
aur jhuTi baat par ruThi thi main

der se aamad ki hi sun kar nawed
aap ki taswir se uljhi thi main

tujh se mil kar baDh gai waqat meri
warna pahle KHud ko kab samjhi thi main

tu ne paDh kar kar diya mujh ko ghazal
warna harf-e-mohmila jaisi thi main

kar diya 'zaryab' ne shahin mujhe
shairi ke bagh ki titli thi main

(810) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main written by Hajra Noor Zaryab at UrduPoint. Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main is one of the masterpieces written by Hajra Noor Zaryab. You can also find the complete poetry collection of Hajra Noor Zaryab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hajra Noor Zaryab' above.

Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sach Pe Hi Sabit-qadam Thahri Thi Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.