Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai, Urdu Ghazal By Hakim Mazhar Subhan Usmani

Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hakim Mazhar Subhan Usmani. Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسے تیرے غم نے سنوارا نہیں ہے

حکیم مظہر سبحان عثمانی

جسے تیرے غم نے سنوارا نہیں ہے

نہیں ہے وہ آنسو ہمارا نہیں ہے

کٹے زندگی دوسروں کے کرم پہ

ہمیں ایسا جینا گوارا نہیں ہے

بتاؤ ہمیں اب تمہیں یہ بتاؤ

کہاں ہم نے تم کو پکارا نہیں ہے

کہیں سایۂ گل میں تم سو نہ جانا

یہ طوفاں ہے طوفاں کنارا نہیں ہے

بہاریں بھی گلشن میں آئی ہیں لیکن

ابھی تک گلوں کو نکھارا نہیں ہے

وہاں سب کو اپنا بنانا ہے مظہرؔ

جہاں آج کوئی ہمارا نہیں ہے

حکیم مظہر سبحان عثمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai

Hakim Mazhar Subhan Usmani

jise tere gham ne sanwara nahin hai
nahin hai wo aansu hamara nahin hai

kaTe zindagi dusron ke karam pe
hamein aisa jina gawara nahin hai

batao hamein ab tumhin ye batao
kahan hum ne tum ko pukara nahin hai

kahin saya-e-gul mein tum so na jaana
ye tufan hai tufan kinara nahin hai

bahaaren bhi gulshan mein aai hain lekin
abhi tak gulon ko nikhaara nahin hai

wahan sab ko apna banana hai 'mazhar'
jahan aaj koi hamara nahin hai

(563) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai written by Hakim Mazhar Subhan Usmani at UrduPoint. Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai is one of the masterpieces written by Hakim Mazhar Subhan Usmani. You can also find the complete poetry collection of Hakim Mazhar Subhan Usmani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hakim Mazhar Subhan Usmani' above.

Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jise Tere Gham Ne Sanwara Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.