Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho, Urdu Ghazal By Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرتا بھلا ہے ضبط کی طاقت اگر نہ ہو

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

مرتا بھلا ہے ضبط کی طاقت اگر نہ ہو

کتنا ہی درد دل ہو مگر چشم تر نہ ہو

وہ سر ہی کیا کہ جس میں تمہارا نہ ہو خیال

وہ دل ہی کیا کہ جس میں تمہارا گزر نہ ہو

ایسی تو بے اثر نہیں بیتابئ فراق

نالے کروں میں اور کسی کو خبر نہ ہو

مل جاؤ تم تو شب کو بڑھا لیں گے تا ابد

مانگیں گے یہ دعا کہ الٰہی سحر نہ ہو

زلف ان کی اپنے رخ پہ پریشاں کریں گے ہم

ڈر ہے شب وصال کہیں مختصر نہ ہو

میں ہوں وہ تفتہ دل کی ہوا آفتاب پر

میرا گماں کہ آہ کا میری شرر نہ ہو

شیداؔ کو تیرے خوف کسی کا نہیں یہاں

سارا جہاں ہو اس کا عدو تو مگر نہ ہو

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

marta bhala hai zabt ki taqat agar na ho
kitna hi dard-e-dil ho magar chashm-e-tar na ho

wo sar hi kya ki jis mein tumhaara na ho KHayal
wo dil hi kya ki jis mein tumhaara guzar na ho

aisi to be-asar nahin betabi-e-firaq
nale karun main aur kisi ko KHabar na ho

mil jao tum to shab ko baDha lenge ta-abad
mangenge ye dua ki ilahi sahar na ho

zulf un ki apne ruKH pe pareshan karenge hum
Dar hai shab-e-visal kahin muKHtasar na ho

main hun wo tufta-dil ki hua aaftab par
mera guman ki aah ka meri sharar na ho

'shaida' ko tere KHauf kisi ka nahin yahan
sara jahan ho us ka adu to magar na ho

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Poetry

پھرتا رہتا ہوں میں ہر لحظہ پس جام شراب

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

مرتا بھلا ہے ضبط کی طاقت اگر نہ ہو

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

کچھ بات ہی تھی ایسی کہ تھامے جگر گئے

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Kuchh Baat Hi Thi Aisi Ki Thame Jigar Gae

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

درد کو رہنے بھی دے دل میں دوا ہو جائے گی

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

بھلا تو اور گھر آئے مرے کیوں کر یقیں کر لوں (ردیف .. و)

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Bhala Tu Aur Ghar Aae Mere Kyun-kar Yaqin Kar Lun

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

مے نہ ہو بو ہی سہی کچھ تو ہو رندوں کے لئے

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Mai Na Ho Bu Hi Sahi Kuchh To Ho Rindon Ke Liye

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

دنیا بس اس سے اور زیادہ نہیں ہے کچھ (ردیف .. ے)

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Duniya Bas Is Se Aur Ziyaada Nahin Hai Kuchh

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

چرچا ہمارا عشق نے کیوں جا بہ جا کیا

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Charcha Hamara Ishq Ne Kyun Ja-ba-ja Kiya

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

You can read Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida at UrduPoint. Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho is one of the masterpieces written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. You can also find the complete poetry collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida' above.

Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Marta Bhala Hai Zabt Ki Taqat Agar Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.