Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab, Urdu Ghazal By Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھرتا رہتا ہوں میں ہر لحظہ پس جام شراب

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

پھرتا رہتا ہوں میں ہر لحظہ پس جام شراب

مجھ کو بد نام کرے گی ہوس جام شراب

قافلہ عیش کا تیار ہے رندوں کے لیے

قلقل شیشۂ مے ہے جرس جام شراب

جنبش باد سحر سے ہے تموج مے میں

قوت جان حزیں ہے نفس جام شراب

خم لنڈھا دوں تو نہ چکرائے کبھی سر میرا

ایک جرعہ میں گیا بو الہوس جام شراب

مجھ سے پوچھو اثر بادۂ گلگوں واعظ

میں ہوں رندوں میں بہت نکتہ رس جام شراب

ٹکٹکی باندھ کے دیکھا کیا اتنا کہ بنا

سایۂ مردم دیدہ مگس جام شراب

مے نہ ہو بو ہی سہی کچھ تو ہو رندوں کے لئے

اسی حیلہ سے بجھے گی ہوس جام شراب

زلف مشکیں کے لیے بو جو چلی آتی ہے

ہے نسیم سحری ہم نفس جام شراب

ہم نے رندوں کا مقولہ یہ سنا ہے شیداؔ

صحبت عیش میں زاہد ہے خس جام شراب

حکیم محمد اجمل خاں شیدا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida

phirta rahta hun main har lahza pas-e-jam-e-sharab
mujh ko bad-nam karegi hawas-e-jam-e-sharab

qafila aish ka tayyar hai rindon ke liye
qulqul-e-shisha-e-mai hai jaras-e-jam-e-sharab

jumbish-e-baad-e-sahar se hai tamawwuj mai mein
quwwat-e-jaan-e-hazin hai nafas-e-jam-e-sharab

KHam lunDha dun to na chakrae kabhi sar mera
ek jura mein gaya bul-hawas-e-jam-e-sharab

mujh se puchho asar-e-baada-e-gul-gun waiz
main hun rindon mein bahut nukta-ras-e-jam-e-sharab

TikTiki bandh ke dekha kiya itna ki bana
saya-e-mardum-e-dida magas-e-jam-e-sharab

mai na ho bu hi sahi kuchh to ho rindon ke liye
isi hile se bujhegi hawas-e-jam-e-sharab

zulf-e-mushkin ke liye bu jo chali aati hai
hai nasim-e-sahari ham-nafas-e-jam-e-sharab

hum ne rindon ka maqula ye suna hai 'shaida'
sohbat-e-aish mein zahid hai KHas-e-jam-e-sharab

(912) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Poetry

جو ہونی تھی وہ ہم نشیں ہو چکی

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Jo Honi Thi Wo Ham-nashin Ho Chuki

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

مریض عشق کی جز مرگ دنیا میں دوا کیوں ہو

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Mariz-e-ishq Ki Juz-marg Duniya Mein Dawa Kyun Ho

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

دنیا بس اس سے اور زیادہ نہیں ہے کچھ (ردیف .. ے)

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Duniya Bas Is Se Aur Ziyaada Nahin Hai Kuchh

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

درد کو رہنے بھی دے دل میں دوا ہو جائے گی

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Dard Ko Rahne Bhi De Dil Mein Dawa Ho Jaegi

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

تعصب بر طرف مسجد ہو یا ہو کوئے بت خانہ (ردیف .. ی)

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Tassub Bar-taraf Masjid Ho Ya Ho Ku-e-but-khana

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

مے نہ ہو بو ہی سہی کچھ تو ہو رندوں کے لئے

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Mai Na Ho Bu Hi Sahi Kuchh To Ho Rindon Ke Liye

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

پھرتا رہتا ہوں میں ہر لحظہ پس جام شراب

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

کچھ بات ہی تھی ایسی کہ تھامے جگر گئے

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida - حکیم محمد اجمل خاں شیدا

Kuchh Baat Hi Thi Aisi Ki Thame Jigar Gae

Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida Urdu Poetry

You can read Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida at UrduPoint. Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab is one of the masterpieces written by Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida. You can also find the complete poetry collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida' above.

Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phirta Rahta Hun Main Har Lahza Pas-e-jam-e-sharab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.