Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha, Urdu Ghazal By Haneef Akhgar

Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Haneef Akhgar. Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق میں دل کا یہ منظر دیکھا

حنیف اخگر

عشق میں دل کا یہ منظر دیکھا

آگ میں جیسے سمندر دیکھا

کھو گئے ہم تری آہٹ پا کر

یعنی آواز کو سن کر دیکھا

جس کو سن کر نہ یقیں آئے کبھی

فی‌ زمانہ وہی اکثر دیکھا

نارسائ جنوں محکم ہے

ہم نے دیوار میں در کر دیکھا

دل پہ اک نقش کف پا ابھرا

ایک صحرا میں گل تر دیکھا

میں وہ مومن ہوں کہ جس نے پتھر

کبھی چوما کبھی چھو کر دیکھا

ڈوب جانے کا خیال آیا جہاں

وہیں پایاب سمندر دیکھا

بسکہ منسوب تھا اک نام کے ساتھ

مطمئن ہی دل اخگرؔ دیکھا

حنیف اخگر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha

Haneef Akhgar

ishq mein dil ka ye manzar dekha
aag mein jaise samundar dekha

kho gae hum teri aahaT pa kar
yani aawaz ko sun kar dekha

jis ko sun kar na yaqin aae kabhi
fi-zamana wahi aksar dekha

na-rasai-e-junun mohkam hai
hum ne diwar mein dar kar dekha

dil pe ek naqsh-e-kaf-e-pa ubhra
ek sahra mein gul-e-tar dekha

main wo momin hun ki jis ne patthar
kabhi chuma kabhi chhu kar dekha

Dub jaane ka KHayal aaya jahan
wahin payab samundar dekha

bas-ki mansub tha ek nam ke sath
mutmain hi dil-e-'aKHgar' dekha

(763) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha written by Haneef Akhgar at UrduPoint. Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha is one of the masterpieces written by Haneef Akhgar. You can also find the complete poetry collection of Haneef Akhgar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Haneef Akhgar' above.

Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.