Udasi Ke Payambar The Bala Ke, Urdu Ghazal By Hira Qasmi

Udasi Ke Payambar The Bala Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hira Qasmi. Udasi Ke Payambar The Bala Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Udasi Ke Payambar The Bala Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اداسی کے پیمبر تھے بلا کے

حرا قاسمی

اداسی کے پیمبر تھے بلا کے

مرے ہمدم قلندر تھے بلا کے

گئے تو لوٹ کر آئے نہیں پھر

تری آنکھوں میں منتر تھے بلا کے

ملی صحرا نشینی جن کو یارو

مزاجوں میں سمندر تھے بلا کے

سو خوں گر ہو گئی یہ چشم خوباں

ہمارے خواب بنجر تھے بلا کے

کئی لوگوں نے پایا روشنی کو

ہمارے زخم اختر تھے بلا کے

مرا شیوہ تھا سب سے ہنس کے ملنا

مری قسمت میں خنجر تھے بلا کے

یہ اب بھی روح میری نوچتے ہیں

تمہارے لفظ نشتر تھے بلا کے

حرا قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Udasi Ke Payambar The Bala Ke

Hira Qasmi

udasi ke payambar the bala ke
mere hamdam qalandar the bala ke

gae to lauT kar aae nahin phir
teri aankhon mein mantar the bala ke

mili sahra-nashini jin ko yaro
mizajon mein samundar the bala ke

so KHun-gar ho gai ye chashm-e-KHuban
hamare KHwab banjar the bala ke

kai logon ne paya raushni ko
hamare zaKHm aKHtar the bala ke

mera shewa tha sab se hans ke milna
meri qismat mein KHanjar the bala ke

ye ab bhi ruh meri nochte hain
tumhaare lafz nashtar the bala ke

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Udasi Ke Payambar The Bala Ke written by Hira Qasmi at UrduPoint. Udasi Ke Payambar The Bala Ke is one of the masterpieces written by Hira Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Hira Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hira Qasmi' above.

Udasi Ke Payambar The Bala Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Udasi Ke Payambar The Bala Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.