Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain, Urdu Ghazal By Hira Qasmi

Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hira Qasmi. Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وحشتوں کے نگر میں رہتے ہیں

حرا قاسمی

وحشتوں کے نگر میں رہتے ہیں

یعنی ظلم و ضرر میں رہتے ہیں

بار سر پر اٹھائے نفرت کا

لوگ شہر خطر میں رہتے ہیں

منزلوں کی تلاش میں ہم لوگ

رات دن بس سفر میں رہتے ہیں

مسند دل پہ جن کا قبضہ ہو

کب وہ زیر و زبر میں رہتے ہیں

وہ جو رہتے تھے دل کی دنیا میں

اب دکھوں کے کھنڈر میں رہتے ہیں

ہم وہ جدت پسند ہیں جو حراؔ

کرگسوں کے شہر میں رہتے ہیں

حرا قاسمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain

Hira Qasmi

wahshaton ke nagar mein rahte hain
yani zulm-o-zarar mein rahte hain

bar sar par uThae nafrat ka
log shahr-e-KHatar mein rahte hain

manzilon ki talash mein hum log
raat din bas safar mein rahte hain

masnad-e-dil pe jin ka qabza ho
kab wo zer-o-zabar mein rahte hain

wo jo rahte the dil ki duniya mein
ab dukhon ke khanDar mein rahte hain

hum wo jiddat-pasand hain jo 'hira'
kargason ke shahar mein rahte hain

(643) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain written by Hira Qasmi at UrduPoint. Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain is one of the masterpieces written by Hira Qasmi. You can also find the complete poetry collection of Hira Qasmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hira Qasmi' above.

Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahshaton Ke Nagar Mein Rahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.